Rakesh Kasuhik
@rakeshkasuhik · On TheReviewMonk since 2016 · Last rated Oct 2016
All Reviews
2 reviews

Shivaay2016
Shivaay means 300 Cr. Movie ✌✌✌✌✌✌✌✌✌✌✌✌✌✌✌✌✌✌✌✌✌ Cinema ke bahar ander sirf shivasy ko dekhne ke liye log pagal ho rahe the Liberty ke under 60 ki ticket 200 rs ki log black mein khrid rahe the. Film start every 15 mints lig chila rahe the shivaay shivaay log citi baja rahe the . Maine yeh craze pehle sunny deol ki gadar ek prem katha ke time dekha tha. One man army Ajay devgn Action acting direction music specislly back ground aisa lag raha tha jaise hollywood movie dekh rahe ho. Ajay devgn ko log aaj ke baad sigham nahi shivaay shivasy kahegey Kal phir main 3.15 pm ka show dekhne ja raha hun with family Paisa vasul राम भी उसका रावण उसका जीवन उसका मरण भी उसका Blockbuster movie of 2016 shivaay Best actor of 2016 ajaydevgn Best action film of 2016 shivaay Best music score of 2016 shivaay Yeh award confirm shivaay ke naam hai. I m lucky i get first day first show 300 करोड पक्का करेगी लोग पागल है शिवाय को देखनेवके लिए माय रेटिंग 10 star
Read full review →
Ae Dil Hai Mushkil2016
I m go to watch Adhm with lots of excitment when we 22 friend enter in PVR only max 30 percent seat full. Film start film end kjo ne hum sab ka Adhm se bore kar ke baza diya band. Koi mar raha hai koi sucide kar raha hai bakwasssssssssss movie Music achha hai Kya uske liye chutiya karan johar album bana deta saale picture kyu banayi I give only 1 woh bhi music ko warna film mein kuch nahi Fawad sucide Ash dead Srk gay Flop first week mein hi 👎👎👎👎👎👎👎👎👎👎👎👎👎
Read full review →